Ankit Sharma Peetal Lyrics
Peetal by Ankit Sharma
Ye duniya badal behrami
Muskaanein chup rahi sahmi sabki
In sab se door hathon ki bheeni narmi
Thanda thanda araam se kare zakhmi
Ye fasale sath humare chalte hain jo
Inhe rehne do gar tum samjho wo behtar
Ankhein kahien teri jo sunna hai mujhko
Chahe chup raho kya karne kuch kehkar
Tham jaao tum yahin
Na jao shaam hui
Peetal ke rang mein pura asman
Dekho to shaam hui
Shor sharabe hain sheher mein samjho
Yahan pehle jaisa kuch nai zara samjho
Tasweeron mein jo kaid hain dekha tumne
Waisa hi kuch asaman tha din bhar
Bas jayein hum tum yahin
Suraj dhalta hai yahin se kahin
Bas jayein hum tum yahi
Taare chadhte hai yahin se kahin
Sab taal do jo karna aaj hai
Wo taal do
Behraal to jo karna aaj hai
Wo taal do
Khedo tum ho yahin
Na jaoge shaam hui
Peetal ke rang mein pura asman
Dekho to shaam hui
Muskaanein chup rahi sahmi sabki
In sab se door hathon ki bheeni narmi
Thanda thanda araam se kare zakhmi
Ye fasale sath humare chalte hain jo
Inhe rehne do gar tum samjho wo behtar
Ankhein kahien teri jo sunna hai mujhko
Chahe chup raho kya karne kuch kehkar
Tham jaao tum yahin
Na jao shaam hui
Peetal ke rang mein pura asman
Dekho to shaam hui
Shor sharabe hain sheher mein samjho
Yahan pehle jaisa kuch nai zara samjho
Tasweeron mein jo kaid hain dekha tumne
Waisa hi kuch asaman tha din bhar
Bas jayein hum tum yahin
Suraj dhalta hai yahin se kahin
Bas jayein hum tum yahi
Taare chadhte hai yahin se kahin
Sab taal do jo karna aaj hai
Wo taal do
Behraal to jo karna aaj hai
Wo taal do
Khedo tum ho yahin
Na jaoge shaam hui
Peetal ke rang mein pura asman
Dekho to shaam hui