Shaan Jadu Nasha Ehsas Kya Lyrics


Jadu Nasha, Ehsas Kya by Shaan

jadu nasha ehsas kya dil mein dabi ik pyas kya
kuch bhi nahin bas pyaar hai
iss pyaar mein honge fana jana
jadu nasha ehsas kya dil mein dabi ik pyas kya
kuch bhi nahin bas pyaar hai
iss pyaar mein honge fana jana
jadu nasha
jukhi teri nazar afsana keh gayi
mujhko isharon se deewana keh gayi
hosh gum hua dil machhal gaya
behka zara magar fir sambhal gaya
chain lai gayi bekararian
mujhko de gayi sau khumariyan jana
jadu nasha ehsas kya dil mein dabi ik pyas kya
mujhko chupa lia tere libaz ne
tujhse mila dia meri talash ne
hoo sham o sehar tujhe dekhti rahun
bas tere bare mein sochti rahun
shabnami tere labho ko choom loon choom loon
ho ke badguma main jhoom loon jana
jadu nasha ehsas kya dil mein dabi ik pyas kya
kuch bhi nahin bas pyaar hai
iss pyaar mein honge fana jana
jadu nasha ehsas kya dil mein dabi ik pyas kya
kuch bhi nahin bas pyaar hai
iss pyaar mein honge fana jana

Recently Searched Lyrics

Recently Viewed Lyrics